Awam ke khon paseeny ki kami ko iss so calld elections per burbad kerna bund karo.
Jub tuk mojoda budbodar ECP, adaluteen aur Ye 2000 beghertoon ka tola giriftar nahi hoga .uss waqet tuq kuch nahi hosakta.
Most of u guys r x ppp especialy you jb media tum pti walon ka dhool 3 months tk peet raha tha tab ye media teek tha. Ye media na teek tha na ha real isues pe ye kabhi aya hi nahi. Idhar logon ko khanay peenay ka lalay hain or tumhari baqwas ha k us ka koi tuk hi nai. Tum bas mazay lo
Woh waqt dur nai jab N-League say koi zyada taqatwar(rigging main) hojaega aur inko jeetnay nai dega aur Noon league kahay gi is say toh acha tah k reforms le aatay toh shayad torhay bohut seats jeat liya kartay..