Re: My son won't come into politics yet, he must concentrate on his studies first - The youth leader of Pakistan, Marian Nawaz Sharif
gareeb ke bachay khoti school jaei or apnay bachay O Level krein wah. Haan or apnay bachoun ko Danish school keun nahi bejhti ager itnay he achay banei hain app ke mental chacha ne. yar kitnay chawal andaz main kehti ke abi mera beta nahi aye ga jese is ke khndaan ne Punjab ko wholesale se kahreeda howa hai, or in ke karkun peechay bageritoun ke tarah kahre kush ho rahe thay. Ager main hota na wahan tou ik zoordaar flying kick is chiber ke moun per marta. Mariam Butt Murdabad
Re: My son won't come into politics yet, he must concentrate on his studies first - The youth leader of Pakistan, Marian Nawaz Sharif
InshaAllah ab ye khawab khawab hi rahain gay buhat khoon choos liay in sanpoon nay koe kami rah gae thi joiss sanpoliay ki khushkhabri sunae ja rahi hai...blody crupt mafia.
gareeb ke bachay khoti school jaei or apnay bachay O Level krein wah. Haan or apnay bachoun ko Danish school keun nahi bejhti ager itnay he achay banei hain app ke mental chacha ne. yar kitnay chawal andaz main kehti ke abi mera beta nahi aye ga jese is ke khndaan ne Punjab ko wholesale se kahreeda howa hai, or in ke karkun peechay bageritoun ke tarah kahre kush ho rahe thay. Ager main hota na wahan tou ik zoordaar flying kick is chiber ke moun per marta. Mariam Butt Murdabad
app ka kehnay ka mutlab hai k Imran Khan ke bachoun ko apni Maa se alida ker lia jae, jo hur bachay ka huq hai ke apni Maa ke sath rahe takey un ko adult ho ker ye isaas na ho ke main ne Maa ka piyar nahi lia. yar app ko pata k app kis kisam ke batein kertey ho or app ki party kerti hai. pata nahi app ke bachay hain ke nahi ager hain tou un ko Imran ke scenario mai daal ker dekho app ka ager dil howa tou app khudi smjh jao ge k kia theek hai or kia galat. Mian 19 years ka ho ker abi b rota hoon keun main apni Maa se door hoon tou yar wo tou bachay hain. or wese b marian nawaz or us ka husband Pakistan main hain, resources b rukhtay hain, security b hai, talaq b nahi howi hai. ab bus ker do baat kerney se pehley soch lia kero k kea keh rahe ho.