Advertisement

MUST READ....One session of National Assembly & Senate Cost this Nation Rupees 40 Million & What ar

579645_444120758993207_2052688584_n.jpg
 
Advertisement
Ju milta hai ager itnay main guzer ouqat rehti inki tu Pakistan ka baira gharq na huta laikin yeh tu ount k munh main zeeray k braber hai asal mal tu yeh log funds ki khurd burd aur dousray ghair qanooni kamoun main banatay hain jiski wajha say society aaj iss hal ku pehnchi hai....:angry_smile:
 
en ko khambon se taang kar jism se ek ek bal aur ek ek inch khaal utari jae aur wahin khmabe par hi en ki mummy bana kar 20 saal ke lie tanaga jae....... takay ye aane wale siasat danon ke lie ibrat ho.........
 
Wo tu teek hai magar un logon ka kya karain jo in siasatdano ko Baar Baar vote detay hain yea bhi jaantay huwy ke yea corrupt banda hai (bigsmile)
 
Mulk inshallah taraqqi kar lega....... on mae se jis jis ne cycle ke hewaz vote becha tha on ko ek ek cycle de kar mulk badar kar dia jaega ....LOL just kidding.

yar basically aap awam ke samne do ya teen kharab options rakh dogay to wo bechare nisbatan kam fitnay ko elect karengay...... ye hamari bad kismati hae ke wo kam fitna power mae aane ke bad bara asdaha ban jata hae......
 
Jaab sirf teen Kharab options hai tu awam ko vote denay ki koi zaroorat nahin hai ..is se kam z kam mulk tu bach jaye ga na,If i know that 3 people from different parties are standing from my area and all 3 of them are corrupt so i will prefer not to vote anyone of them even if one is from PTI too ...JUST DONT CAST VOTE.