In firaunon ke din gine ja chuke hain ... yeh bohat bade be-ghairat aur be-shurm log hain ... la'anti kirdar. The staff was doing their job but of course these kings are beyond any law. ********.
Zardari aur noora mafia is mulk k her insan ko apna ghulam tasawer kerta ha .ye jo mushahad nae herkat ki kissi bi tara sae aik muhazab mulk mae qabil e muafi nai ,magar ye pakistan ha aur ye hakim sab jaiz ha kon poochey ga..
gudha garioon per bethanain walay agar plane per beth jain tu aisee hi herktain expect ki ja sakti hain yey feraun banay huway hain but i strongly believe Alla will do justice very soon he only gave them time