Sohraab
Prime Minister (20k+ posts)
- Joined
- Apr 22, 2012
- Posts
- 39,938
- Reaction score
- 30,736
- Points
- 113
- Featured Thumbs
- http://www.jazbapost.com/external/Biography/IMG/umer%207.jpg
Last edited by a moderator:
Follow along with the video below to see how to install our site as a web app on your home screen.
Note: This feature may not be available in some browsers.
یہ بات تو طے ہے کہ فوج نے ستو نہیں پی رکھے اور حکومت ابھی نشے سے باہر نہیں آرہی.
پچھلے دنوں الطاف مائنس فارمولے کی باتیں بھی کی جا رہی تھی. شائد مائنس باہر سے امپورٹ کیا گیا ہے. قادری کی شہادت سے نون لیک کا بوہت ووٹ ٹوٹا ہے. مزید نقصان سے بچنے کے لیے یہ تدبیر اچھی ہے.
ویسےبیچارے قادری صاحب کا معاملہ کتنے دن چلانا تھا ؟؟
چالیسویں تک ؟؟
یہ کون سا چالیسواں کرتے ہیں
انہوں نے تو پرائی لاش پر سیاست کرنی تھی
اچھا ہوا جلدی ختم ہو گئی دو نمبر سیاست
اس کا کوئی ثبوت ہے عمر شریف کے پاس ؟؟ کوئی سورس ؟؟ یا صرف اپنی سوچ ہے ؟؟
u think someone could come is such a political turmoill before the souyam of Qadri, that would be called bad timing ...but he is backed by other forces so such timings doesnot matterusual pakistani soch or psyche.conspiracy theory at work again .
Yeh Omar Sharif ki political Vision lagti hai
bohut pehle aik morning show dekha main ne jis main Omar sharif Guest tha , Omar sharif ne kaha Altaf Hussain mere Ideal personality hain , main un ki yeh baat sun kar bohut hairan hua aur mujhe afsos bhi bohut hua
یہ سن کے مجھے بھی افسوس ہوا عزیز من
Aziz e Mohtaram
meri aik baat yaad rakhain
Pakistan main bohut se aise loog hain , jin ko sab se pehle yeh yaad rehta hai ke main Sindhi hoon , punjabi hoon , Urdu Speaking hoon , Pathan hoon , Balochi hoon , lekin un ko yeh bhool jata hai ke main Pakistani hoon , main musalman hoon , Altaf jaisa Shaitan is ka Ideal hai kuin ke yeh bhi Urdu Speaking hai aur Altaf bhi , waise main cheezon ko aur Insanon ko Black and White ke tanazur main nahi dekhta , Omar Shareef bohut sakht kisam ka anti India hai aur is baat par main is ki bohut Qadar karta hoon , omar Sharif apne national Pride ka bohut khayal rakhne wala Pakistani hai , main omar shareef ki in dono baaton ki qadar karta hoon
© Copyrights 2008 - 2026 Siasat.pk - All Rights Reserved. Privacy Policy | Disclaimer|