Re: Millions being daily spent on musical nights on the wedding of Prime minister's son.
Peer hona by birth hai by virtue nahi hai for him ... same is the case of being syed .... he must have thought phir kahan ya thaath kahan ya PM ki kursi tou kiyon na sab shadiyan nipta lee jayeen ... wesay bhe Hajj main sai banaya hua maal aab kanjaroon , marasiyon bhandon ka he pass jana hai ... lakin mujha yakeen nahi hota hai in sab loghon ka hasher sai pahley bhe koe hisab kitab ho he payee ga PTI kiss kis ko aur kahan kahan tak saza dey payee ge ...
Re: Millions being daily spent on musical nights on the wedding of Prime minister's son.
Allah Taalaa key ****** Hou Inn Leaders Per......
It's mind boggling !
The Country is going thru it's worst crisis...... " When Rome was burning,Nero was playing flute".
No love for The Country,No accountability,Corrupt to the core and above all no fear of God.
Shaid Yeh Hamarey Aimaloun Kee sazaa hai.....
Inn key saath jou kuch hou gaa iss our agley jahan main ussey tou meraa Raab hey jantaa hai.....mujhey tou unn karroroun kaa fikr hai jinhoun ney koi gunah bhi nahin kia aur saza bhi bhugat rahey hain..