Sharam aani chahiyae Pakistan media aur awaam ko :angry_smile:. Which quality does these children posses to rule the masses? Pakistaniyoo kya hameshaa ghulaam he rahoo ge?
aik beechara imran kha 20 sal se is kom ko jagane ki koshish kar raha he kafi ache kam bhi kie hain mazi be daghdar naheen he bold bhe honest bhi he us ke bawajood nakam he .hamzar aor maryam sirf sabiq hukmranon ki aulad hain is lia pkaistn ke future leader hain is awam ki ghulami par aor kia likhoon likne ko bohat kuch lakin dil aor dimagh sath naheen de rahe is kom ke sath aisa he salook hona chahe jo aik sache insan ki kadar naeen jandi imran ke ilawa koi aor pakistani na itni mehnat kar sakta aor aane wale 50 salon koi leader aae ga
Sharam aani chahiyae Pakistan media aur awaam ko :angry_smile:. Which quality does these children posses to rule the masses? Pakistaniyoo kya hameshaa ghulaam he rahoo ge?