Advertisement

Lailatul Qadar Pareshaniyo Ka Hal Hai | Shabe Qadar Ki Fazilat | Raza Saqib Mustafai

bechani to aik hindu ko ghalati se gaaye ka gosht kha lene se bhi ho sakti hai jaise aik muslamaan ko ghalati se sowar ka gosht kha lene se ho sakti hai. bechani is baat ka saboot nahin hoti keh jis baat per bechani hai woh theek hai. woh is baat ka saboot hoti hai kon kaisi aqdaar ka haamil hai. agar aqdaar drust nah hun to kuchh bhi drust nahin ho sakta. drust aqdaar se anjaan zindagi hi pareshaaniyun ka baais banti hai. jin ka hal aqdaar ka ilm haasil kerna aur un aqdaar ke mutaabiq zindagi guzaarna hai. mullah ko agar drust aqdaar ka ilm hota to ummat ko yoon gumrah kerte jaise ker rahe hen?

yahee wajah hai jab insaan ilmi lihaaz se andherun main bhatak rahe the to khudaa ne unhen drust aqdaar deen taa keh insaan apni zindagi ki saheeh simt teh ker saken un ki rishni main.



 
Last edited: