I agree that he is a Prince as Pakistan is Kingdom and only two families are ruling it either sharifs or bhuttos.........He is supposed to celebrate Diwali after all his great grandmother was Nee Lakhi Bai who was once married to Nahru or who was Nahrus keep at a point of time.
PPP nay hamesha Jamhooriat ki baat ki, jub bhi kisi PPP waley say baat karein, woh hamesha Jamhooriat kay liey qurbani ki baat kertay hein, aur PPP nay Jamhooriat kay liey Qurbanian di, No Doubt, lekin yeh Qalandri aik aesa darbari ghulam hey jo Bilawal ko KING aur corrupt daku Zardari ko Raees kehta hey, yeh ghulam kis qism ka jayala hey jo jamhooriat ki baat kernay wali party kay leader ko KING aur RAEES kehta hey, is ka maqsad hey kay agar Khuda na Khasta PPP kabhi jeeti to hum aik King kay darbari aur ghulam hoon gay, is Qalandri qism kay ghulam hotay hein jo sirf apni chamchageeri mein itnay gir jaatey hein...
Kaha ka king kabhi chor aur dhako ka bacha bhi king howa hey & amma bhi corrupt , baaap bhi corrupt , nana ney mulk torha, phophi batha wasool karti hey. is ka naam hey BEGAIRAT BILORANI