Wahhh.. Bara note chaapa ho ga is program mein is ch javed nae.. Toba !!
PTI nae lagta hai.. Ab kya boloun mein.. Sharam atty hai mughay.. Yae saray anchor Janwar say budtar kyoun hain ?
Jub tak do chaar anchors key gardanein nahi katain gy.. Sub aisay he chalay ga..!!
Nahusat ka ICON hai yae Javed ch.
Sonami came to Lahore, You mean Zardari Sardar of Uloo and MQM + (Q) are invited on dinner and both demand more. MQM asked 10 Murder each day and free hand on Bhuta.
Javed chaudhry mein tumhari bohat respect karta hon magar kuch programs sy bohat mayoos hota chala ja raha hoon mein meri request hay k halal kr k khaao haraam ki ziada din nahi chalti yaqeen na aaye to mubashir lucman sy pooch sakty ho
mujhe tu pata chala tha kah soraj qayamat k din maghrab se taloo ho ga lakin lagta hai kah qayamat qareeb hi hai. chashmai k peechhai batha itna bara corrupt aademi asoolon ki baat krta achha nahi lagta.
tum ne apnai program mein jo logon k hathon logon ki pagriyan uchhalnai k drama lagaya hoa hai ye kahan ki tehzeeb hai aur kahan k asool.
baat krni bari asaan hai manhoos nibhana buhut mushkil.
kutttton k bhonknai se guzernai waali rahi raasta tabdeel nahi kr laitai balkai wo guzertai rahtai hein aur kuttta bhonk bhonk kr mun se jhaag nikalta rehta hai. so wo tum nikaltai raho.
" aik daffa jab aik sahabi ne jang mein aik kaafir ko kalma parnai k bawa-jood maar dia tu Hazoorpbuh ne sawal kia kah tum ne aisa kyun kia tu sahabi ne kaha kah mujhe laga jaise wo moot k darr se aisa kar raha hai tu Hazoorpbuh ne ghussa mein sahabi se poochha ka kya tum ne dil mein jhaank lia tha ussk"
tu baat ye hai kah javed chaudhary tu aisai kah raha hai jaise koi insaan aik daffa bura kaam kr k rah e raast per aa hi nahi sakta. kya javed chaudhary sheikh rasheed ko IK se zyada janta hai. kya is chashmaato k paas IK se zyada vision hai.
Kash ka javed chaudhary tum ne marvi memon, tariq azeem etc. ki bhi videos dikha'e hoti. kaash kah tum ne pervez elahi, faisal saleh hayyat ki bhi issi video k saath dikha'e hoti.
tu jo chahai kr lai beta. Vote is only for my IK . teray munn per joota tu awam ne maar dia program k aakhir per.
yay our aftab iqbal sirf apnay aap ko aqal kul samjtay hian baqi sub lalu panju hian in kay sm,anay in sy hassan nisar sy aftab iqbal sy barra danishwar hy hi nahi iss dunia na hi piada hop ga
Useless program to watch , waste of time , no agenda , no target ,just bickering and time passing by Javed Chaudri , He has proven be to nothing but a lame anchor with ofcourse some political agenda as well..