Advertisement

Kagzi Sher Ne Billi Ko Hamare Peeche Chorra Hua Hai - Shaukat Yousaf Zai

Advertisement
Re: Kagzi Sher Ne Billi Ko Hamare Peeshe Chorra Hua Hai - Shaukat Yousaf Zai

LOL, bilkul theek kaha, ASA is nothing more than a billi doing miaun miaun all the times. dou kori ka aadmi bhi nahi hai ye, I never watch any show where he appears, that would be gross waste of my time.
 
Advertisement
Re: Kagzi Sher Ne Billi Ko Hamare Peeshe Chorra Hua Hai - Shaukat Yousaf Zai

ye waaqai awaam ko keeray makoray samajh kar aisay dramay jaan bhooj kar kar rahay hain. Awam ko oot pataang harkaton se behla kar time pass kiya ja raha hai. PTI ko chahiye awaam ke saamne inhein facts ke saath mazeed expose kartay rahein aur abid sher ali, rana sanaullah jaise shagoofon ko serious na lein kiyunke inhon ne apni na-ehli chupaane ke liye isi tarah aap ko bhi apne bhaandpan mein ghaseet kar asal issue se awam ki tawajjo hataani hai.
 
Re: Kagzi Sher Ne Billi Ko Hamare Peeshe Chorra Hua Hai - Shaukat Yousaf Zai

پنجاب کے دوکانداروں نے شريفوں اور ان کے چاہنے والوں کو جو ووٹ ديئے تھے اب وہ ان سے پوچھيں کہ ملکي سطح پر مہنگائي بدامني لوڈشيڈنگ کے خاتمے اور معيشت کي بہتري کے لئے کيا اقدامات کيئے يا بس زرداري کي طرح پانچ سال گزار کر لندن تشريف لے جانا ہے
 
Lol bili abid sher ali ka iq level dekhna ho to is ka auk programe dekh lain is ki ouqat pata chl jiay gi
 
Shaukat yousaf zai sahib ""Abid Sher Ali Billi Nahi"" balkah (Bakree) hai aur aap is ko Bakree he kaha karoo .. hahaha