Chalo yeh to sari khabrain Theek hain...laiken kabhi apna to batao ke pehlay Kia kartay thay tumhara baap dada aur Phir tum sab is jagah aur madam par kaisay pohanchay...yeh Carain kothyan and paisay ki rail pail kahan se ai..am waiting for that part of the story too...
ye sare ghatya insan bikaoo channel pe beth jate hain aur bongiya marte rehte hain.jaise ye bate kr ry hain iss se to in ka khna hai agr kisi k baap k pass aik cycle ki dukaan hai to wo polition ni bn skta ya phr kisi ki choti dukaan hai to wo kabi zindagy mein ameer admi ni bn skta jaisi ghatiya soch waise hi ghatiya admi.@macherlucmanghatiya
issue yeh nahi hona chahe baap dada kya karte they issue yeh hona chahe ke maal kese kamaya ameer hona koi buri baat nahi kahe log jo halal roozi kama ke pesa banaya jinke shaed baap dada ke paas khaney ko pesey nahi honge