Advertisement

Ishaq Dar Ka Naam ECL main dalnay ki Manzori NAB Chairman Nay Day di

Advertisement
Re: Ishaq Dar Ka Naam ECL main dalnay ki Manzori Dai Di NAB Chairman Nay

​ab is ka kia faida jub mulzim pahley hi bhaag chuka hay??? yehi kuch Nawaz sharif or is ki family karey gi
 
Re: Ishaq Dar Ka Naam ECL main dalnay ki Manzori Dai Di NAB Chairman Nay

Interpol k zariye wapas bulwana chahiyee... yeh ECL mei kis khushi mei daala hai????
 
This is the kind of relief that was given to Sharjeel Memon....and he was allowed to return only after assurances that PMLN would 'support' him.