Advertisement

Is party ka yehi anjaam hona tha , ab Altaf Hussain ka bhoj uthana na mumkin tha :- Haroon Rasheed o

Yeh agar aaj shaam tak party sey nhi nikala gaya to issko fauji protection main dey dena chahiye. MQM k waqayee 2 rukh hain, iss main aksar log aisay bhi hain jo karachi main PPP ki loot maar sey aur quota system sey tang aaye huay hain. Aik wo rukh hay jisko yeh becharay khud bhi bhatta detay hain. mera khyal hay altaf bhai ney abhi tak isski bori ki supari dey di ho gi.