Inflation in the month of July was the worst ever at 25%. This govt is making excellent use of its majority in the assembly. They have done a perfect job of ensuring that Paksitan does not come out of the loan and aid cycle
Ap nay aik baat note ki hai ky elections sy pehlay aur us ky 2 months bad tak PML N ky supporters Siasat.pk par bohat active thay aur apni party ko bohat support kar rahay thay, ab pata nahi kahan challay gaye hain. Shayad wo part time job kar rahy thay aur ab apnay kamon par challay gaye hain. Asal performance to ab a rahi hai PML N ki ab to time aya tha apni party ko defend karnay ka. Ab kider challay gaye hain....
Lagta hai wo ab apny Leaders ko chor kar so gaye hain taky wo Pakistan ky sath apni man maniyan jari rahkhain....