Re: Imran Khan sharif aur saada admi hai ,government use jhaansa de rahi hai :- Sheikh Rasheed
Imran Khan rules the hearts of people ... dushman kab se uss pe waar kar raha hai ... iss banday ko Allah ne her mushkil se nikala ... ab b dushman k waar zaaya he jaain ge ..
Khan ghabrana nahee, Hum tumharay saath hain. Allah ne apko doosri zindgee Pakistan k liye he di hai ... iss mulk ko inn **** chamri walay angrezon se azaad karwa do pleaaaseeee
Re: Imran Khan sharif aur saada admi hai ,government use jhaansa de rahi hai :- Sheikh Rasheed
They were right at that time.....ab tau zati mafadaat ki wajah se ikathay huay hain ,,in ke dilon mein aik doosray ke liye wohi alfaaz hoon ge aur aik doosray ko dil he dil mein galian bhi dete hoon ge (bigsmile)