Re: Imran Khan Ko Aik Briefcase Tayyar Rehna Chye, Kisi b Waqat Apko Jail Jana Par Skta Hai... - Aftab Iqbal talks about Imran Khan
No offense Aftab ------- Kya fazool analysis hai ----- Mujhay tum se aisi ghatia baat ki umeed nahi thi ------ Pakistan Kay Trillions of rupees kha ka Mulk mein Raw aur dusri agencies ko parwan charhanay wale azad groom rahay hein aur Imran ko kis jurm mein tum jail bheejwana chah rahay ho?