Advertisement

If I could, I would have taken Ishaq Dar to the court while beating him with my shoe - Dr Shahid

Re: Inko pakar ker laya jae ga mera bas chalay tou main jootay marta huwa ehtesab adalat le ker ao - Shahid Masood grills Ishaq Dar


اگر عدالت نے اس کو اس مرتبہ بھی چھوڑ دیا تو اس کے بعد شاید اس ملک کی جغرافیائی سرحدیں یہ نہ رہیں
اس کو کسی صورت بھی معاف نہیں کرنا چاہئیے اسے سخت ترین سزا ملنی چاہئیے
 
PML N aur PPPP pakistan ko tabah kerna chah rahe hein yehi in ka agenda hai, koi mane ya na mane,, haqeeqat yehi hai, simple c baat hai, aap kisi se qarz lete hein, koi guarantee dete hein ya koi cheaz girvi rekhwate hein, jab aap qarz wapis nahi ker patey to aap ke girvi cheaz zabt ker le jati hai, ya guarantee dene wale se maamlaat settle ker k qarz lene wale ke properties uss k assets ya granter k assets per qabza ker lia jata hai, yehi haal in dono parties ne pakistan k saath keeya, zahir hai qarz jis ne dia hai wo kuj na kuj to tehweel mein le ga, aur wo ho gay hamarey NUKES,,, aur hamarey mehnge tareen projects,, pakistan fail state declare qarar ho ga, aur hamara haal duniya ke worst countries mein shumaar ho ga,, aap dekh lijiay k in dono parties k kitna loan leeya, wo loan kaha gaya hamein kuj maloom nahi,,