Advertisement

I am sick of the word " Naya Pakistan" . Rohail asghar

10931278_1526348777630253_7985454597043950101_n.jpg
 
Last edited:
Advertisement
Jo achhay log hain woh azadi se rahain ge leiken jo corrupt, dakait aor qaatil hain woh behind the bars hoon ge insha Allah. Ghunddon ki koi jagah nahee ho gee Naye Pakistan main.

Kaheen aisa na ho - Yeh sub loog kisee aur shakal main kisee aur new party ka naam lekar ek bar phir ajain!
 
Kaheen aisa na ho - Yeh sub loog kisee aur shakal main kisee aur new party ka naam lekar ek bar phir ajain!

Yeh jo marzi karain ... PTI ko apni ideology se nahee hatna chahiye ... agay awam ki marzi ... agar woh PTI ko select kerna chahain ya reject. HUmain apni poori koshish karni chahiye , nateeja Allah pe chhor dena chahiye.