Khan sb, keep up the good work on full throttle. Iss khosa ko bhi dandaa dae ker rakhein, iss kee adhi family PML-N mein hai aur baqi PPP mein, khud ye PTI mein hai.
Mashallah.....
Yar Machar@ jitna tu Patwario ko rooz tarpa tarpa ke marta
ha..PTI ka koi banda nahi itna marta ho ga.....aisi aisi
pic post karta ha ke..Patwario ki raato ki neend barbad kar
deta ha....Well done...
Aaj hum ne sab dakaiton ko aik saath shikast di hai .... Allah tera shukar hai.[/QUOTE **** sna ko bi yeah khabar de do kal kisi program main keh raha tha anay walay dino mein pti ki politic khutam honay wali hai bara acha thapar para hai ppp aur pmln ne mil ker hole tak zor lagaya tub bi kuch nahi bana beghrait chor parties