Advertisement

Humare dil se Altaf Hussain ki mohabbhat khatam nahi hoskhti :- MQM's Salman Mujahid Baloch

MQM Pakistan ho ya MQM London ye dono aik they hein aur rahein gay, bus waqti tor per ye Establishment ko MAMU banaa rahe hein aur Establishment MAMU bun chuki hai MQM k Hatho, 22 Aug ke altaf hussain ke speech k baad ye MQM wale jantey they k Pakistan main in ka jeena ab mushkil ho jaey ga, so they play smart game, Establishment ne Farooq Satar and Co ko use nahi keeya asal main Farooq Satar and Co ne Establishment ko use keeya,
MQM Pakistan ka her aik person aaj b Altaf Hussain se utna he loyal hai jitna 22 Aug se pehle tha,
MQM ko 22 august main dobara jaan dalne main jitna Musharaf qasoor war tha utna he aaj ke Sindh Ke govt aur PML N hai, tareekh main jese Musharaf ko bura bhala kaha jata hai aaj kal ussi terha aane wale waqtoo main PPPP aur PML N ko b bura bhala kaha jaey ga,, rahi baat establishment ke to uss k apne mufaad hotey hein kabhi b Establishment aam awaam aur mulk ko tarjeeh nahi deti,,