yeh us zamaney kee hai jab ham ney imran khan ko swat invite keya tha aur phir 1997 mein swat sey election mein imran khan khara ho gaya tha....keya zamana yaad dila deya us time PML N key miangul aurengzeb ney 23000 vote leyey they election jeet gaya tha imran khan ney 10000 vote leyey they mein ney uskey leyey poling agent ka kardar ada keya tha....Abdul Rahim Provincial Assembly sey election lar raha tha PTI key taraf sey usney bhi 6000 vote leyey they....Yeh Picture original hai. Imran ab barey jalsey kar raha hai us time Hassan Nisar bhi uskey sath aya tha aur bari zabardast speech kee thi...Purani yadein hain darmian mein 16 saal guzar gayey