Achakzai ********* oor dosra molana diesel problems create kar rahe hein. Achakzai ooolo ka pata ek naya rang dena chahta hae .inn donoon haramkhoroon ne ek baar bhi IDPS ka visit nahi kia. Oor ab qabail rights par siasat karte hein.inn do haramkhoroon ko bolne q dia ja raha hae? Tribal Pakistani elaqa hae oor wahan ke log kpk mein shamil hona chahte hein. Iss baath ko ehmiyat deni chahie na ke in do haramkhoroon ko.oor Durand line Pakistan oor Afghanistan ke dermiyan tasleemshuda international border hae.
Molana aur achakzai ki itni auqaat hi nahi ke wo ye faisaly karwa sakay. I think ye PMLN/establishment ka faisala ha ke KPK aur FATA ko merge na honay diye jaye.
Iski main waja ye hakay FATA ki 12 aur KPK ki 35 NA seats mila ke 47 NA seats banti hain. Sindh ki NA seats ki tadad 61 ha. Yani 2 chotay subon ko milakay 108 NA seats banti ha jokay GT road party aur punjabi establishment ke liye masla peda karsakti hain like NFC award, water share, gas royalty, electricity royalty. Ager koi party in 108 mein se 70 seats jeet jaye aur south punjab se 30 seats bhi nikaal ley tu federal govt bana sakti ha independents ke sath.
GT road ki NA seats ki tadad 110 ha. Punjabi establishment kabhi bhi ye nahi chahegi ke in 110 seats ke baghair hi koi federal govt banaye. Shayed iski waja 1971 mein Shaikh mujeeb ki wazeh kaamaybi ha jo usne bengal ki 98% seats jeet karke haasil ki thi.
Kpk mein merge na karne ki wajah yeh bhi ho sakti hae ke wahan pe jehadi easily peda oor chupayae ja sakte hein q ke government ki ejazat ke bagher kisi ko jane ki ejazat nahi oor excuse yeh dete hein ke yeh trible area hae.Government easily jehadion ko wahan rakh sakti hae. Oor in trible ko jese pehle afghan war mein Islam ke naam pe use Kia. I think establishment is more interested to keep as it is than anyone else.
Aur jhoot ki inteha dekhao, becharay aan pard logo ko yeh boltay rahe, yeh Quran hai agar Quran ko vote nahi diya to gunnah hoga! Height of moral corruption.