another thing there were many people who used to make fun of those who used to say that israel is involved. you know the western funded liberal types. now what do they say??
Sir jee kia baat kar rhaey hain aap?
Yeh kashimiri jawan 70 saal se apney khoon ke nazaraney de rhaey hain.
Aur aaj bhi pakistan jab match jeeta hai tu har ghar main Pakistan zindabad ke narey marey jatey hain. Please sarey logon ko generalise na kia karain.
Hamid mir tu goliyan kha ke bhi Pak fouj zindabad ke narey marta hai.