Advertisement

Hai Koi Jawab - 30th September 2013 - بجلی کی قیمت میں 72 فیصد اضافہ

Logo bahir niklo or kuch karo warna shair to 2 waqt ki roti bhi chheen lay ga. Kahaan se dein ge bill kaisey bijli istmaal karein ge Nawaz Sharif hakomat to gharebo ka khoon choosna shoro ho gai.