Advertisement

Hafiz Saeed gathered thousands of people on 23rd March in different parts of the country - Mujeeb Sh

Advertisement
حافظ صاحب کو پاکستان کے سیاسی میدان بھی حصہ لینا چاہئے ،اسلام حکمرانی کے بغیر کچھ نہیں ، اس لئے کہ سیاسی میدان خالی چھوڑنا لادین لوگوں کے ہاتھ مضبوط کرنا ہے عوامی خدمات ایک ایسا عمل ہے جو سارا سال جاری رہتا ہے ،تمام ایسی دینی جماعتیں جو سیاست میں حصہ لینا اسلام کے خلاف سمجھتی ہیں ان کو اس فیصلے پر نظر ثانی کرنی چاہئے مستقبل میں تا کہ ان کا ووٹ رائیگاں نہ جائے ​
 
Advertisement
Na Koee ter-teeb na koee Law na koee focus, her banda Shiekh rasheed ki terha akk banday ki apni party bana lay.

Sorry to say laykin Mazhab ko syasat say alag kerna hoga. app kis ki shareeyat nafiz karaingay. Ahle-Hadees- Deo-bandi, Baraylvi wagayra wagayra, yay sab to akk doosray ko musalmaan nahi samajhtay to akk doosray ki shareeyat ko kaysay tasleem karaingay.
 
Allama Iqbal jaisay Azeem muffakir ne kaha thaa ke "Mazhab, Siasat se juda ho to reh jati hai Changezi"

kisi KHAAS QOUM kay leay kaha hoga Allama Iqbal Sahab nay... jiss country may bi Mazhab alag hay Siasat say woo kafi civilized countries hain.
Pakistan may to her doosra banda/group Changezi bana huaa hay....

Allama Iqbal jaisay Azeem muffakir ne kaha thaa ke "Mazhab, Siasat se juda ho to reh jati hai Changezi"
 
KOI aisee tarkeeb honi chahiye keh yeh saray molvi hamary mulk say KHATAM ho jaaen, .............. that will be the Day of Freedom, Day of Independence of PAKISTAN and only after that Pakistan will grow and prosporous, ..........untill NO UMEED..........