Advertisement

Geo news plays speech of Imran Khan during Sit in VS Nawaz Sharif in Haripur

Advertisement
Re: Geo Nay Dharnay Main Di Gai Imran Khan ki Galiyan Yaad Kara Di Aur Nawaz Sharif Ka Haripur Khitab

Great reminder and to the point report..... Aaina dikha k Geo..... :)
 
Advertisement
addha sach mat batao pml n ke geo...us ke qarkon maray gaye ..aurtoon nachne wali kaha gaya ...itni behuda batain dharne ke hawale se kahi gaii,...woh sach kyu hazam kar gaye ...paisa kha kar geo(bigsmile)
 
Apki baat theek hay, lakin yahan masla yeh hay k PTI aur IK wapis aaye hayn ussi parliament mayn jissay galiyan dee..... Agar PTI apnay stance pay qaim rehti tou kisi ko remind karanay ki zarurat hi na rehti.....