Re: Imran Khan and Jahngir Tareen were hiding behind immunity in ECP:--Talal Chaudhry
Yeh donoo pahely Musharraf orr Q legee
Kay leay bouktay thay abb Nawaz Sahreef Kay leay bounktay hain kal yeh Zardari Kay sath khray hu kar Nawz per buonkain gay
Talal Chaudhary ko chahiyay kay PTI ko coming election main vote karay.
Imran Khan ayee ga tu system main improvement ki tawaqqa hai. kyonkay currently tu hukoomat itni kamzoor hai bechari kay ye jantay huay bhi kay IK or JT ghalat hain, apni hi govt kay agay majboor hain aur kuch ker nahi saktay.