Basically all these are black mailers innki Ghutti Ghutti mein Blackmailing hai.
To make Musharraf is fully responsible
Yeah Musharraf ki Doosrey Badbakhti thee he listened to them and Mader Pider Azadi.
This I was talking when he was yours everything Chand Ka Tara at cost of 1000 MC BC.
In same forum I talked and cautioned to all of you including Admin about
1. Kanra Ch- Daharti Maan Jaisy Ho Ho aur Maan ki?
2. Gen. Kayani the professional soldier
3. Gen. Raheel Shukrya Shukrya
4. Gilani
5. Zardari
6. Sharifs
And non capacity of Khan
To be honest in person I know Shahid Masood whole family
Marhoom Masood Saheb real victim of Mother of Shahid.
Mother was so dominant nothing in their house without her will
Shahid and mother Blackmailed MQM ER’s under Azeem Pakistani Fauj who are expert against civilian, MQM er who were popular to black mail others
i was watching his show regularly but day by day specially after jail his tone is changing now time to stop listening him
Allah help Imran Khan
Pakistan ?? zinda abad ????
Makafat-e-Amal app na kaha ka banda expose hota ha meray kuch questions hain Tassalli say gawab dijiyee ga.. or pehlay say he bata don ka ma PTI ka supporter hon but I love imran khan more then his party.
1- app nay iska program kitnay dekhay hain ?
2- jiss zillat ki baat app karahay hain woto is par prove he nahi hui to phir makafate amal kaisa.. pareshaniyaan or mushkilaat to baray baray Sahb-e-kirdaar logon par ayee ha to kia wo makata-e-amal kehlayee ga ya Aazmaaish ?
3- 23 saal baad ja kar Imran khan ko hakoomat mili us time say la kar uska uper itna gand uchala gaya to phir ya bhi makafa-t-amal kehlayee ga ?
GNN Hamid mir ka TV kaisay hogaya wo to isko chor kar ja chuka ha kab say or boht program ma name liyee bina shahid masood hamid mir ka against bol chuka ha to wo iska jaisay kaisa hua ..?
hamara masla ya ha ka hum PTI ka supporter ban gayee to hum na khudh he faisla karlia ha ka hum to sahi hain baqi sab ghalat hain. hum log kisi bhi molvi ki ya Ulma-ekaram ki toheen karnay say bhii baaz nahi atay ..
ma dr shahid ka against logon ka muqabla to nahi karsakta , but itni baat karnay ki jurrat ma na is liyee ki ha ka ma 6 saal say iska aik program bhi nahi chora ha . or jo baat is na 5 6saal pehlay kahee thee wo ajj bilkul sach sabit hui ha.. ap na ya is forum par logon na is kay kitnay program dekhay hain jo yahan par sab log inkay against itna kuch likh detay hain. Class ma bhii agar koi topic samajh nahee araha hota ha to baat ko doosray andaz ma bata kar samjhayee jaati ha .. usko app conspiracy theory bhi keh saktay hain. farq sirif itna ha ka samajh kitnay logon ko ati ha .
baqi app Dr hain agar Nabz dekh kar beemari ka pata chala saktay hain to to wo bhi apni field ma itna agay tak gaya hua ha ka us na bhi mashawara dia ha kia honay ja raha ha..
werna kon soch sakta tha ka Zardari , Nawaz, Altaf is tarah Minus hongay ...