Siraj sahib, aap bhi tow apnay ellaqay may siasi mukhalif ko Allah or Quran kay muqaablay may kharha ker daitay hain (naghoozu billah). Aap may aur in may koi farq nehi. Yeh bhi jhootay, aap bhi munafiq , farq sirf tareeqa e wardaat ka hey.
Logon nein deen faroshon ko reject ker diya hai. Jamaat dir ki seat bhi haar gayi, aur woh bhi aurton ke vote per pabandi ke bawajud. Ager aurtein vote daalein gi tau jamaat ko dhondnein ke liye microscope chahye ho ga.