Advertisement

Chor Chor ke naaray na lgaye jayen, saaf koi bhi nahin - PM Raja Pervez Ashraf


70783_37243750.jpg



70784_20460396.jpg
 
Advertisement
پورا ملک لوٹ کا کھا گئے تم کو سادہ کہنے والے سادہ ہیں
مگر بچو!!!! اس دفعہ یہ قوم تم کو مال سمیت پکڑے گی
 
Raja saab seedi tarha keh dein ke CHOOR CHOOR NA KAHO KIUNKE MEIN KHUD BAHOOT BARA CHOOR HOON [hilar][hilar][hilar][hilar]
 
Advertisement
Raja ka matlab hai k lutairoon ko chor na kaha jaye,,,, lutera bola jaye,,,, aur ye bhi sahi kaha k sab ek jesay hain,,, e.g pml-n, mqm, anp, jui ,,,, ppp to hai he
 
Pakistan mein ab tak Nishan-e-Haider panay walay qabil-e-fakhar heroes tu hain lekin jaisi rawayat ab yahan panap rahi hain, lazmi hai keh ek tamgha "Nishan-e-Ibrat" bhi jaari kya jaey aur is ka awwalien mustahiq Qazi Sultan Mehmood se zyada koi nai ho sakta. is banday ne saari umar ek safed jhoot ki pehredaari mein barbaad kar li hai.