Advertisement

Big Victory for Imran Khan Sharif Family surrenders Sabir Shakir Analysis

Advertisement
Advertisement
Allah taala in logoon ko ilmo fiker de ta keh ye log jaan saken in logoon ne kia kiya hai is mulk ke logoon ke saath. in ke liye her sazaa nakaafi hai.

ab bhi waqt hai in ko sab loota huwa maal waapis ker dena chahiye aur maafi ke liye khud ko awaam ke aage pesh ker dena chahiye. deal ki baat ker ke ye log mazeed dhithayee ka saboot de rahe hen. in ko zaroor apni aakhirat ki bhi fiker kerni chahiye.