Advertisement

Apney mulk mein Pakistanion ko thokney pr bhi fine kartey hein aur Pakistani...

15311594_607238832820517_725565497_o.jpg
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Re: Apney mulk mein pakistion ko thokney pr bhi fine kartey hein aur pakistani...

That's why they have a clean country...otherwise you would see 'paan aur gutkay ki peek' everywhere....gracing every nook and cranny.
 
Re: Apney mulk mein pakistion ko thokney pr bhi fine kartey hein aur pakistani...

yaar agar tau yeh Arabs royal families ke shikar ki wajah se post kia hai tau yeh thik nahin hai...Law tau hum bhi bana saktay hain....woh jo shikar karnay aatay hain woh by law hi aatay hain, Kabhi socho ke Bird name houbara(talour) ka itna shikar hota hai lekin yeh khatam kiyun nahin hota? iss liye ke inn hi arabs ne iss ke farm banaye huway hain, iss bird ki afzaish e nasal ke liye. aur bohat se logon ka rozgar laga huwa hai Pakistan main......Lekin afsos naak baat yeh hai ke yeh HUKMran TABQA iss ki wajah se inn arabs se naajayez ffyeda letay hain like Letter from Qatri Prince...dunya main har jaga hunting hoti hai...main bhi deer hunting karta hoon with permit jabke main Pakistan nain nahin hoon.
agar Pakistan ko fayeda hota hai tau no problem lekin agar yeh chor hukmran iss ko zati mufaad ke liye istemal kartay hain tau ghalat hai.......
 
Advertisement
Re: Apney mulk mein pakistion ko thokney pr bhi fine kartey hein aur pakistani...

15355652_1769857366612164_1397468946720997268_n.jpg
 
Re: Apney mulk mein pakistion ko thokney pr bhi fine kartey hein aur pakistani...

These arabs are the most hated, not just by the western world but also by the muslim world

Because they are selfish. They had billions of dollars...what did they do? only ayashi? What did they do for education? or anything at all for muslim world? big nothing
 
Re: Apney mulk mein pakistion ko thokney pr bhi fine kartey hein aur pakistani...

yaar agar tau yeh Arabs royal families ke shikar ki wajah se post kia hai tau yeh thik nahin hai...Law tau hum bhi bana saktay hain....woh jo shikar karnay aatay hain woh by law hi aatay hain, Kabhi socho ke Bird name houbara(talour) ka itna shikar hota hai lekin yeh khatam kiyun nahin hota? iss liye ke inn hi arabs ne iss ke farm banaye huway hain, iss bird ki afzaish e nasal ke liye. aur bohat se logon ka rozgar laga huwa hai Pakistan main......Lekin afsos naak baat yeh hai ke yeh HUKMran TABQA iss ki wajah se inn arabs se naajayez ffyeda letay hain like Letter from Qatri Prince...dunya main har jaga hunting hoti hai...main bhi deer hunting karta hoon with permit jabke main Pakistan nain nahin hoon.
agar Pakistan ko fayeda hota hai tau no problem lekin agar yeh chor hukmran iss ko zati mufaad ke liye istemal kartay hain tau ghalat hai.......

There is no afzaish-e-nasal of talor in Pakistan. Talor is a migratory bird, that migrates over to Pakistan/India/Afghanistan during the harsh winter months, from Siberia, and returns when weather heats up..


Talor hunting is broadly banned in Pakistan. Only these arab royals are given permits, which is criminal, and laughable, because these same arabs have banned talor hunting in their own countries.


Only KPK has the guts to enforce the law. PMLN is a for-hire party, that will sell its soul to the highest bidder if needed.