Advertisement

"Apne Bachon Mein Barabari Karo!" Very Beautiful Advice for Parents: Maulana Tariq Jameel

Advertisement
Allama Taqriq Jameel sahib...Ye meethi meethi
bato ka waqt nahi ha..apnay chillay se bahir
niklay..pori Ummah Friqa Wariyat aur deshat gardi
mien tabah ho rahi ha...Khawarij ke khalaf zuban
kholey aur jihad ka elan karaya..Yaheeh sab se bari
kidmat ha Islam ki
 
acha jee, jo jihad kar rahai hai Islam kai naam par un ko to dehshatgard kehtai hain app, abh kya nayee khaip tiyaar karnai ka iraada rakhti hain app? Kuch andaza hai kai tableeghi jumaat mai kitnai log wabasta hain ? Aur agar jihad ka ilaaan kar diya tableegh kai ulema nai to kya haal hoo ga? Hazrat Muhammad (SAW) nai farmaya hai kai apni zubaan ko kaboo mai kar loo janat pa loo gai. Lihaza Ilfaaz ka istamal thora sooch kar kiya karai. Shukriya
 
What he said about army public school children? Any statements
kya farak parai ga statment sai ? Statment to nawaz sharif, zardari, altaf aur imran nai bhi di hai koi farak para? agai hamla naa honai ki mukamal yakeen dihaani hoo gaye? Pakistan ka har school abh mehfooz hai? yeah phir pakistan ka har shehri mehfooz hai? agar nahi to yeh statments ka nahi amal ka wakt hai
 
Exactly. Jinho ne taliban ko training di un se koi statement naee leta? APS security breach hui, kisi ne un se koi sawal tak nae kiya? Q'k wo sacred cows hain n powerful bhi.. Aur jis ne kuch bhi ni kiya, pary hain peechy uski statement ke.