Advertisement

Agar yeh badmash faisla nahi manain gay tu is mulk mein kon Adlia ke hukam mane ga ? Dr Shahid Masoo

bilkul theek kaha, is tarha to kal ko her Murder kerny wala, ya chor uchakka yahi kahega k men investigation ko nahi maanta
kion k falaan police wala ya falaan FIA ya investigation kerny wala mutanaza aadmi hy,
aur phir kahega ka k mujy Ba-Izzat bari karo kion k mene to investigation ko he nahi tasleem nahi kia