Advertisement

"Aap ke Bijli Ke Mansoobay Bogus Hain" - Asad Kharal Ka Nawaz Sharif Ko Challenge

Advertisement
yeh eik niya mubasshar lucman clone hai,another bully kutaaa faced loser(cry)
 
ye aik haqeeqat hay keh ye Noorey Pakistani awaam ko be-waqoof bana rahey hay, ye Noorey to kia in ka baap bhi Pakistan ki bijli pori nahi kar sakta, ye faraudiey qism kay log hain, 2 saal to ho gaey 1 mega watt bhi nahi bana or pahley to garmio mein load shedding hoti thi ab to sardio mein garmion se ziada ho rahi hay, ye 10 saal lagataar bhi hakumat mein rahein to ye bijli pori nahi kar saktey, sab black listed companies kay sath ye kaam kartey hain jo in ko bhari commission deti hain or aisi companies kabhi bhi sahi kaam nahi kartein, Nandipur power project sab kay samney hay us ki lagat kai guna barh chuki hay mager bijli ka aik unit nahi dey raha Nandi pur
 
Advertisement
He is on fire..fully charged......welldone Asad! baat main point hey Aur challenge ker raha hey....Mr Sri Pawey ager baat galat heu sabit kero .