matlab NAB ghalat kar raha hai becharay choron kay saath ziyaadti kar raha hai..
unn ko unn kay ghar main rakhay.. izzat ehteraam kay saath... disturb na hoon.. chehel qadmi kay liyay Pakistan se bahar jana chahain to janay dain... aakhir choroon kay bhi huqooq hain Islam main..
ZARDARI AUR NOORA MAR JAEY GA LEKIN ITNI MEHNAT SAE LOOTI DOLAT KABI WAPIS NAI KEREY GA.
HA IN DONO KO AIK SATH ALLA DITA KI TEHWEEL MAE DAE DIYA JAEY.