dunia ke sabhi garib mulko ko agle 50 sal ke liye apas ki larai band kar ke apne development par dhyan dena chahiye .
musalmano ko pahle apne apas ke jhagre band karne ki zarurat hai ,
agar khud peaceful tarike se rahe to america me panah lene ka mauka hi nahi ayega .

Islam Musalmaan ko kisi Insaani Zameeni Sarhadd takk mehdood nai rakhta.
Allah keray k Bhaee Chaara Amann Ittehaad ho Aalam e Islam mein. Ummat wajood mein aaey 1500 saal baad. Per its highly unlikely kyun k mein b kaafir tuu bhee kaafir se aagay nai berhtay. Aor dunyawi taraqqi k liye moderate hona zaruri musalmaanoun ka. Deen choarh k identity crisis ka shikaar hojaatay roti tukkar tak mehdood ho k ya extreme end pe mazhab k. Dunyawi taraqqi k liye middle ground deen o dunya mein balance needed.
Allah keray k hum Musalmaanoun ka Arooj dekh sakein apni zindagioun mein. Rohaani Ikhlaaqi inqalaab k baad dunyawi inqalaab mumkin hoga. Kalam aor Ilm se Ishq kerne ki zarurat hai.