Allah ki laanut ho ,main ne clip daikha bhi nahi magar i am sure Sama news he hoga ,,,,Kon aur kiyon logon ka ko Shirk daikhte hain ,kahan hai PEMRA waisay he hamari Qom Tabah hai
Kiyon hur morning show main fortune tellers ,aamil aur jali Aalim aatay hain ? morning shows mostly Khawateen daikhte hain jo k kamzor aqeeday ki hoti hain ,aur wohi apkay buchon ki turbiyat kerti hain ,,kiyon nasal tabah kerwa raha hain Pakistan ,kon es sub k peechay hai mujhay tu soocha sumja plan he lugta hai
agar PEMRA so raha hota tu koi aur mamla bhi nazar nahi aata osay hukumut k khilaf tu sub cheezain nazar aati hain ,,,magar Nasal aur Qom ki Tabahi ya deen k khilaf kaam nazar kiyon nahi aatay ???