Sirf jahil hi nahi..main tu tamam firqo ke Mullahs ke khalaf ho..chahay wo kitna bhi haji namazi ho.Tamam firqo ke Molvio.Mullahs ko in ke hujro.taqrero.majalis.Khutbat.Nikah. Namazay jananza Tak mehdood rakha Jaya..ur Gov tamam firqo ke madarsa.masajid ka control apnay hath Mien rakhay..Molvio ki Dal roti.un ke Bacho ki high study.sab expenses Gov khud Ada karay.Madarsas Mien Deeni taleem ke elwah.medical..engineering.IT..business ki taleem lazmi qarar di Jaya..Jo bhi Mullah ya Molvi chahay Kisi bhi firqa ka ho..agar wo public ke samnay ya books Mien dosray firqo ko kaffir ya wajubul qatal qarar dey..ussay ya tu foran phansi par latkaya Jaya ya sari Zindagi call khotri mein chaki peesnay ki saza sunae Jaya..ye sab action ab Lia jayain..Jo mazi Mien ho chuka..usay maaf Kia Jaya..go for today onwards..kiyo ke puranay kattey bohat khul Jaya gein..
her woh shakhs jo deene islam ko mazhab samajhta hai molvi hai aur jahil hai. islam deen hai aur khudaa ne logoon ko deene islam is liye diya hai taa keh log is duniya main aik behtareen zindagi ji saken. is liye nahin keh log duniya se laa taaluq ho jaayen. For a detailed explanation of things about the quran and deen of islam see HERE and HERE