Advertisement

یہ اسلامی جمہوریہ پاکستان ہے

x14623_29851881.jpg.pagespeed.ic.3vPt8n6bxC.jpg

http://dunya.com.pk/index.php/author/khalid-masood-khan/2016-03-06/14623/29851881#.VtvoZ9DmjIU
 
Last edited by a moderator:
Advertisement
Hazrat Muhammad S.A.W. par meri aur meray maan baap ki jaan qurban. magar 1 kanoon jab ghalat istemaal ho raha ho, apni zati inaad ki taskeen k liye aap kisi par bhi jhoota ilzaam laga kar usay dajjali courts k hiwalay kar raha ho, adaadlti nizam itna farsooda aur ghatya ho k insaaf ki umeed bhi na ho, to salman taseer bhi martay rahain gae, aur qadri jaisay bhi. kam az kam meri nazar sae aisa koi bayan nahi guzra jahan salman taseer nai apnay nabi ki gustakhi ki ho, haan us nai qanoon mai mojood suqqum par bola zaroor k is mai b-gunaah log pakray jaa rahay hian aur in k durust karnay ki gunjaaish par baat ki. is k ilaawa kuch meri nazar sae nahi guzra.
 
ممتاز قادری کی پھانسی پر اس سے بہتر ہی شائد کسی نے تجزیہ کی ہو ،بہت زبردست اور مفصل کالم لکھا ہے