Advertisement

یاد ماضی عذاب ہے یا رب

Advertisement
Advertisement
agar main marryum ko jaga hota tu main is ko yea jawab deta : 30 saal se hum hakumat kar rahe hain tu is main humara nahin tum 22 crore hijro ka kasoor hai.jaab tum logon ko pata hai ke hum chor aur dakoo hain to bar bar humay vote kyun dete ho ? aab batao kasoor kis ka huwa humara ya tum 22 crore logon ka ?
 
Kayawish .
Koe chor aur daco nahi hai. yeh eik siasi Narrative hai. Agar corruption ki hai tu evidence London ki adalat main paish karay aur property aapnay naam karwa lain .
 
sawal that ke app ne 30 saal hakumat ki hai tu koi hospital aesa kyun nahin banaya jis main app ka ilaj ho sake ... Siberite aap is ka kya jawab dete agar app marryum ki jaga hote kyun ke sawal tu legit hai :)
 
He does not have ability to comprehend simple questions. ?
 
sawal that ke app ne 30 saal hakumat ki hai tu koi hospital aesa kyun nahin banaya jis main app ka ilaj ho sake ... Siberite aap is ka kya jawab dete agar app marryum ki jaga hote kyun ke sawal tu legit hai :)
Yaar, tum bhi ajeeb ho. O bhai Hospital hai lakin agar koe bahar ja kar elaj karwana chahita hai tu pher main aur tum koon hotay hai kay bolain kay nahi bhai tum yaheen elaj karwao. Jus kay pass bhi paisa jota hai wo bahar hi elaj karwata hai. Tumharay Germany main bhi yahi hota hai aur saray amir dosray mulkoon say elaj karwatay hain .
Pakistani doctor koe bohat higher education aur smart ass nahi hain . Eik mamooli sa case bigar deytay hain , yeh maain nay aapni ankhoo say deekha hai.