اس کے ساتھ روزہ ٹوٹ ٹوٹتا ہے کہ نہیں جاتا ہے پر باقی ساری دنیا کی حرام زندگی کرنے سے نہیں ٹوٹتا۔ چوری بے ایمانی رشوت کوٹ مار زخیرہ اندازی شراب زنا ہے کسی چیز سے روزے کو فرق پڑتا ہماری مسلمانی کو۔
khudaa ke bando khudaa ne aap ko baseerat ki aankhen di hen to aqal se kaam lo kyun in ahmaq logoon ke peechhe andoon ki tarah chale jaa rahe ho?
in logoon ne to hamesha kahaa hai teeka lagwaane se roza toot jaata hai. kia aap andhe ho keh aap ko nazar nahin aata in logon ne hamesha aap ko deene khudaawandi se door hi rakha hai.
ye khud bhi apni jahaalat ki wajah se ******* kaamun main masroof rahe un ko deene islam samajh ker aur deegar logoon ko bhi unhi kaamun main in logoon ne lagaaye rakha jin ka asal deene islam se koi waasta hi nahin hai. issi liye to ummat ki ye haalat hai sadyun se.
deen se bezaar tabqa aik had tak in hi ki wajah se hai. is liye keh in logoon ne apni jahaalat ki wajah se quraan ki baatun ko kuchh aur hi rang de diya hai jis ki wajah se asal deene islam pardoon main chhup gayaa hai.