Advertisement

کسی بھی حکمران کے لیے ایبسلوٹلی یس کہنا مشکل ہو گیا ہے۔ :عمران ریاض خان

Donald Lou jaise 2 Takkey kay advisor kay letter pe jo poori establishment lait gai thi wo Donald Trump kay kahney pe kia kuch karey gi ap andaza bhi nahi kar saktey. Pichley 78 saal se Pakistan pe establishment ka Raaj raha hay or ye aagey bhi khatam hota nazer nahi aa raha is ko sirf Pakistan ki awaam hi khatam kar sakti hay or Pakistani awaam to lagta hay shaid agley 78 saal bhi bahir na aaey. Imran khan waghera kuch bhi nahi. kisi kay liey sirf 1 dafa vote de dena hi kaafi nahi, yehaan to aik poori jung larni parey gi, ager is jung kay liey tiyaar ho to baat karo warena apna ye vote bhi apne pass rakho