Advertisement

کراچی کے پوش علاقوں کے طلبہ نشے کے عادی بننے لگے جن میں لڑکیوں کی تعداد زیادہ ہے

insaan hi insaaniyat ki abaadi yaa barbaadi ka zariya ban sakte hen. jin ki zindagi ka maqsad achhaa ho woh insaaniyat ko achhayee ki taraf le jaane ki koshish karte hen aur jin ki zindagi ka koi maqsad hi na ho woh insaaniyat ko burayee ki taraf le jaate hen.

abhi tak kam insaan hi yeh baat jaan paaye hen keh zindagi ka maqsad kia hai yaa kia hona chahiye. is ki wajah abhi tak saheeh taleem ki shadeed kami hai. For a detailed explanation of things see HERE, HERE, HERE and HERE.