Advertisement

ڈی جی آئی ایس پی نے جو کہا ہے، عارف حمید بھٹی کیلئے بھی پیغام ہے - شیخ رشید

iss bhatti ke aaj tak agar aik b kahi hoi baat such sabit ho jaey to mein isse sahafat ka guru tasleem kar loo,, duniya jaha ke bongiyaa iss se sunne ko milti hein, bichara educated nahi hardworker hai but gullu but type sahafi hai,, isse khud b andaza nahi hota k ye kya keh raha hai,, bus jo mou mein aaey bolta rehta hai,, aur iss ke b andar se yehi tamanna hai k jo ye kahey Imran Khan ussi per amal kare,,, warna ye naraz ho jata hai :D