Advertisement

چور چوری سے جائے، ہیرا پھیری سے نہ جائے

Supereme Court k Notice k Baad kuch din Awam k Tax pr Zati Numaish k Ishtiharat me Shehbaz Sharif ki Tasweer Nai Aai,,,Magar Aj phr......Advertisement Bus service ki aur Facebook ID shehbaz sharif ki......Chhut,ti nahi yeh Zalim Monh ko Lagi Hwi
1101708896-1.jpg
 
Last edited:
Advertisement
khadim e aalaa zindabad... u keep on working.. inqlabis keep on blaming..
well done pmln..
 
Kiya CJ Sajib Toheene Adalat Ka Notice Lain Gay

Kiya CJ Sajib Toheene Adalat Ka Notice Lain Gay

????????????????????????????
1101708896-1.jpg

​
 
Advertisement
Advertisement
Re: Kiya CJ Sajib Toheene Adalat Ka Notice Lain Gay

I Think chairman PEC should take notice of this and must sent this to SC .... Ya itney dheet hain k inko aik dafa ya narmi sai kahee hue baat samajh nahi aati ... N papers, Tv channels aur even cable networks ko bhe guide line denahogi takey awami taxes ka paisa koe apni zaati publicity ka leya use na ker sakey ... Baat hai Asool ki ,,,
 
Re: Kiya CJ Sajib Toheene Adalat Ka Notice Lain Gay

CJ is not so spare, ke aap ke ghar ke aage garbage bhi para ho, to us ka notice lene pahunch jaye. Kuch awam ki Responsibilities bhi hoti hain. Magar Yeh Awam to One to All Donkeys hain. In ko samjh nahi aati ki kaun Right hai aur Kaun Wrong. Yeh to mun Utha kar Donkeys ki tarah haankna shuru ho jate hain. Agar Chief Justice Kuch kar raha hai to us ko appreciate karne ki bajae har fazoool aadmi uth kar kehna shuru kar deta hai ke bhai is ne yeh kyun nahi kiya, Yeh bhi is ko karna chahiye, wo kaam bhi kare. Zardari is Best for this Full of Donkeys Nation.
 
yeh sari facilities zinda logon k leay hoti hen un logon k leay hoti hen un k leay nahi jo bayrozgari se tang aa kr suicide krein,jo hospital mei bed na hone ki waja se hospitals k bramdon mei bachay peda krte huay apni jaan de den,un bachon k leay nahi jo kum umri mei kaam krte huay zyadti ka nishana bun jayen,un mahmood akhtron k leay nahi jo ZALIM E AAALA k so called complaint cell k samnay suicide krein,un ka kya lena dena rapid bus..............
 
Advertisement