Advertisement

پی-پی ٹکٹ نہ دےتوبھی گجرات سےالیکشن لڑوںگ&#157

217931_64071917.jpg
 
Advertisement
Re: پی-پی ٹکٹ نہ دےتوبھی گجرات سےالیکشن لڑوںگ&

kaya bajli aur pani & wazaarat dafa say pait nahien bhara
jo abb bhi pukaar hay "hul min mazeed"
 
Re: پی-پی ٹکٹ نہ دےتوبھی گجرات سےالیکشن لڑوںگ&

KIA SHUJAT AOR PARVAIZ K TARLAY BHEE KAM NAHI AA AIN GAY ?Ahh ch.zahoor elahi k jansheen jinhon nay iqtedar he ko sub kuch samajh lia.Bhol gay k izzat kirdar say milti hy jo zahoor elahi sahab ka tura e imteyaz thha.aaj in logon ke siasat sharif brothers par tanqeed say shuru hoti hy aor in par tanqeed par khatam ho jati hy. mian sahban k khelaf kahein say bhe aawaz uththay ye salami dainay ponch jatay hain aor din guzarnay k sath sath apna mazaq banwa rahay hain aor apni saakh kho rahay hain. kia in election k baad in ke siasat khatam ho ja ay ge ? agar aisa huva tu mujhay bohat afsoos hoga.
 
Re: پی-پی ٹکٹ نہ دےتوبھی گجرات سےالیکشن لڑوںگ&

I am from Gujrat and his living in neighbours of servis industries .iss dafa election mein jo hashar iss ****** ka ho ga iss se pehle shayed he kisi ****** k sath huwa ho .lekin mujhey umeed hai k aik aur ***** he jeetey ga CH samajh to app gaye hon gey .