Advertisement

پی پی ایم این اے کی پولیس سے تلخ کلامی

Advertisement
Kaghzat dikhaatay huay kia inko bay izzati meh soos hoti hay? Garri ki number plate par MNA ka tag laga lainay say kia har koi mna ban jata hay.
Har sec guard to inka shakal shanaas nahin ho sakta,aoor iskay liay inko qanooni karwai poori tarah anjam daini chahiay.

Waisay bhi ABOVE THA LAW nahin ho tum loog ,kisi qanoon kay dairay main zaroor aatay hogay,behtar hay kaeh qanoon kay dairay main rahoo,wrna shakk ki bina par kia nahin ho sakta,yeh to sab ko maaloom hay.
 
Advertisement
تم سے پہلے قومیں اس لیے تباہ ہو گیی تھیں کے طاقتور کو چھوڑ دیا جاتا تھا اور کمزور کو سزا دی جاتی تھی .......آقاے دو جہاں
 
sharmnaak shikast ke baad PPP walon ke lehjon mein bohat talkhi aa gayi hai...(bigsmile)