ek haqeeqat hai, aur woh yeh keh jo Allah Taala likh diya hai, izzat aur zillat ke mamla woh ho ke rahe ga.
zinda misal (SHARIF FAMILY ,ZARDARI FAMILY , ALTAF HUSSAIN, FAZAL UR REHMAN, JAMAT ISLAMI )Aur buhat se log jin ko Allah paak ney Pakistan ki khidmat ka mouqa diya lekin un sab ney apne mafaad dekhe, aur corruption ki, qatal kiye, apna ek ganda tareen system develop kiya, police , courts har department mein members add kiye 30 saal se ziyda sab kuch karte rahe. lekin phir Allah ney dorri khachi aur aaj kahan hain. sab ek sath mil ke sazishein kar rahe hain, sirf pakistan ke khilaaf aur apne mafaad ke liye.
Imran khan aur PTI ko Allah ab mouqa diya hai, agar ab bhi wohi howa jo hota raha hai, tu PTI bhi jaye gi. aur Allah paak koi aur le kar ayein gaye.
yeh Zameen paak hai, PAAKISTAN. aur ab inshaAllah saara Gandh kachara saaf ho ga. aur PMIK yeh shuru kar choka hai, agar courts nhi karen gi, tu judges bhi jain gaye InshaAllah